There are some interesting and common Hindi Movie Dialogues which we don't focus while watching the movie but they sound strange when you listen to them in real life.Hope you enjoy them.
1. Boss Maal Pakda Gaya!!
2. Hum Jahaan Khade Hote Hain, Line Wahin Se Shuru Hoti Hai.
3. Bolo Mat, Sunte Raho.
4. Khaaaamosh!!
5. Taarikh Pe Taarikh!!
6. Ye Haath Mujhe De De Thakur.
7. Tumhara Naam Kya Hai Basanti?
8. Adab Se Baat Karo.
9. Aur Kisi Ko Chahiye Promoson?
10. Rishte Mei To Hum Tumhare Baap Lagte Hain.
11. Thehro! Ye Shaadi Nahi Ho Sakti!!
12. Kaash Tum Mera Yakeen Kar Sakti!!
13.Kitne Aadmi The?
14. Bhagwaan Ke Liye Inhe Chhod Do.
15. Apne Hathiyaar Phek Do.
16. Mei Tumhare Bacche Ki Maa Ban Ney Waali Hoon!!
17. Mei Tumhara Ehsaan Zindagi Bhar Nahi Bhoolunga/Bhoolungi!!
18. Bataao! Heerey Kahaan Hain?
19. Duniya Ki Koi Taakat Hame Juda Nahi Kar Sakti.
20. Chacha, Bees Saal Se Jo Aag Mere Dil Mei Lagi Hui Hai, Wo Aaj Iska Khoon Peekar Bhujegi!
21. Jug Jug Jiyo Beti/Beta!
22. Mulzim ko Baa izzat bari kiya jata hai.
23. Kanoon par se mera vishvaas uth chuka hain.
24. Mujhe kuch kuch ho raha hain.
25. Maine tumhe kya samjha, Aur tum kya nikley!
26. Koi Dekh Lega / Hato naa, log kya kahengay / Hutiye jee! Aap bade woh hain....
27. Gawaaoon key bayaanat aur sabooto ke madde nazar rakhtey Taz-e-raat-e-hind, dafaa 302 ke tahet, muzrim ko sazaaye maut di jaati hai.
There are many more but right now I can recall only these.
2 comments:
Police ne tumhe charon taraf se gher lia hai, bhaagne ka koi rasta nai hai, apne aap ko kanoon k hawale kar do...
hahaha....yes this is also very common :)
Post a Comment